hum hi sirf aap ki baat
kiya karte hain
har dharkan pe aaka naam
liya karte hai
aap ho hume apni jaan se
bhi pyre
tabhi to waqt bewaqt yaad
kiya karte hain
dhoop chamakti hai barsaat
k baad
kuch muskuralena meri yaad
k baad
koi shikwa na rahe aaj k
baad
Allah kush rakhe aap ko
meri dua k baad